idhar zindagi ka janaza uthega is a hindi song. idhar zindagi ka janaza uthega song sung by Ataullah Khan. idhar zindagi ka janaza uthega song is from Idhar Jindagi ka janaza album while Licensed from Tunecore. idhar zindagi ka janaza uthega lyrics are given below……
Song | idhar zindagi ka janaza uthega |
Singer | Ataullah Khan |
Album | Idhar Zindgi ka janaza |
License | Tunecore |
Label | Tunecore |
Idhar zindagi ka janaza uthega Lyrics
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Mere saamne meri duniya lutegi
Idhar zindagi ka janaza uthega Full Lyrics
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Mere saamne meri duniya lutegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo
Zara sochalo kyaa kahega zamana
Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo
Zara sochalo kyaa kahega zamana
Idhar mere armaan kafan odh le
Idhar mere armaan kafan odh le
Udhar unke haath pe mehandi lagegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Woh parde ke pichhe main parde ke aage
Na woh aaye aage na main jaaun pichhe
Woh parde ke pichhe main parde ke aage
Na woh aaye aage na main jaaun pichhe
Woh aage badhega to kuch bhi na hoga
Woh aage badhega to kuch bhi na hoga
Main pichhe hatunga to duniya hasegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Agal se mohabbat ki dushman hain duniya
Kahin do dilo ko ye milane na degi
Agal se mohabbat ki dushman hain duniya
Kahin do dilo ko ye milane na degi
Idhar meri gardan pe khanjar chalenga
Idhar meri gardan pe khanjar chalenga
Udhar unke maathe pe bindiya sajegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Abhi unke hasne ke din hain woh hasle
Abhi mere rone ke din hain main ro loon
Abhi unke hasne ke din hain woh hasle
Abhi mere rone ke din hain main ro loon
Magar ek din unko rona padega
Magar ek din unko rona padega
Ke jis roj bhi meri maiyyat uthengi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi
Qayamat se pehale qayamat hain yaaro
Mere saamne meri duniya lutegi
Idhar zindagi ka janaza uthega
Udhar zindagi unki dulhan banengi.
We hope you like the lyrics of idhar zindagi ka janaza uthega song. Feel free to share your views about this song in the comment box.