Kisi Shayar Ki Ghazal is a Hindi song. Kisi Shayar Ki Ghazal Song is sung Mohammad Irfan. Kisi Shayar Ki Ghazal Song’s music is given by Mithoon while Lyrics are penned by Mithoon. Banjaare song’s lyrics are given below….
Song | Banjaare (Kisi Shayar Ki Ghazal) |
Singer | Mohammad Irfan |
Music | Mithoon |
Lyrics | Mithoon |
Label | T-Series |
Kisi Shayar Ki Ghazal Lyrics in English
Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya yeh woh makaam mera hai
Yahan chain se bas ruk jaaoon
Kyun dil yeh mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar yeh hua hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo kubool kisi ne kiya hai
Haan… kisi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukun ke pal
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Kisi Shayar Ki Ghazal Full Lyrics in English
Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya yeh woh makaam mera hai
Yahan chain se bas ruk jaaoon
Kyun dil yeh mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar yeh hua hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo kubool kisi ne kiya hai
Haan… kisi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukun ke pal
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein do-pahar
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Hmm…
Jaise koi kinaara, deta ho sahara
Mujhe woh mila kisi mod par..
Koi raat ka tara, karta ho ujala..
Vaise hi roshan kare wo shehar
Dard mere woh bhula hi gaya
Kuchh aisa asar hua
Jeena mujhe phir se woh sikha rahaa..
Hmm.. jaise barish kar de tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein do-pahar
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Muskaata yeh chehra, deta hai jo pehra
Jaane chhupaata kya dil ka samandar
Auron ko to hardam saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai use phir kyun
Mehsoos mujhe ho raha
Dil tu bata de kya hai irada tera..
Hmm.. Main parinda besabar
Thha udaa jo dar-badar
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein do-pahar
Koi mujhko yoon mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Kisi Shayar Ki Ghazal Lyrics in Hindi
जिसे ज़िन्दगी ढूंढ रही है
क्या ये वो मक़ाम मेरा है
यहां चैन से बस रुक जाऊं
क्यों दिल ये मुझे कहता है
जज़्बात नए मिले हैं
जाने क्या असर ये हुआ है
इक आस मिली फिर मुझको
जो क़बूल किसी ने किया है
हां… किसी शायर की ग़ज़ल
जो दे रूह को सुकून के पल
कोई मुझको यूँ मिला है
जैसे बंजारे को घर, मैं मौसम की सेहर
या सर्द में दोपहर, कोई मुझको यूँ मिला है
जैसे बंजारे को घर
हम्म..
जैसे कोई किनारा, देता हो सहारा
मुझे वो मिला किसी मोड़ पर
कोई रात का तार, करता हो उजाला
वैसे ही रौशन करे, वो शहर
दर्द मेरे वो भुला ही गया
कुछ ऐसा असर हुआ
जीना मुझे फिर से वो सिख रहा
हम्म जैसे बारिश कर दे तर
या मरहम दर्द पर, कोई मुझको यूँ मिला है
जैसे बंजारे को घर, मैं मौसम की सेहर
या सर्द में दोपहर, कोई मुझको यूँ मिला है
जैसे बंजारे को घर
मुस्काता ये चेहरा, देता है जो पहरा
जाने छुपाता क्या दिल का समंदर
औरों को तो हरदम साया देता है
वो धुप में है खड़ा ख़ुद मगर
चोट लगी है उसे फिर क्यों
महसूस मुझे हो रहा
दिल तू बता दे क्या है इरादा तेरा
हम्म परिंदा बेसबर, था उड़ा जो दरबदर
कोई मुझको यूँ मिला है, जैसे बंजारे को घर
मैं मौसम की सेहर, या सर्द में दोपहर
कोई मुझको यूँ मिला है, जैसे बंजारे को घर
जैसे बंजारे को घर, जैसे बंजारे को घर
जैसे बंजारे को घर..
Conclusion
We hope you like the lyrics of Kisi Shayar Ki Ghazal Song. Feel free to share your views about this song in the comment box.