Dua me tujhe yaad karte hai Lyrics By Mamta Sharma & Bad-Ash,Arishfa khan,Manjul khattar ajaz ahmed, TikToke

Dua me tujhe yaad karte hai  is a Hindi song. Dua me tujhe yaad karte hai Song is sung by Mamta Sharma. Dua me tujhe yaad karte hai  Song’s music is given by Bad-Ash while Lyrics are penned by Bad-Ash .This song’s Tittle or original Name is Yaara. Yaara song lyrics are given below…..

SongYaara (Dua me tujhe yaad karte hai)
SingerMamta Sharma
MusicBad-Ash
featuringArishfa khan,Manjul khattar ajaz ahmed,
LyricsBad-Ash
LabelOne Music Originals
Dua me tujhe yaad karte hai lyrics
Yaara Lyrics

Dua me tujhe yaad karte hai lyrics

Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Dua me tujhe yaad karte hai Full Lyrics

Main chaahun tujhe
Kisi aur ko tu chaahe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Jab sochun tujhe sochun
Yehi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichki
Hum yaad karte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain

Main sochun tujhe
Kisi aur ko tu soche yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Keh diya sab kuchh par kuchh to baaki hai
Mujhko to teri ik nazar hi kaafi hai
Jismein hai tu raazi usmein hi main raazi
Jismein ho tu raazi usmein hi main raazi

Main dekhun tujhe
Kisi aur ko tu dekhe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

We hope you like the lyrics of Dua me tujhe yaad karte hai Song. Feel free to share your views about this song in the comment box.

Leave a Comment