Mere Gham Ke Sahare Aaja is a Hindi song. Mere Gham Ke Sahare Aaja Song is sung by Lata Mangeshkar. Mere Gham Ke Sahare Aaja Song’s music is given by Hemant Kumar while Lyrics are penned by Rajinder Krishan. Mera Dil Ye Pukare Aaja song’s lyrics are given below….
📌Song | Mere Gham Ke Sahare Aaja (Mera Dil Ye Pukare Aaja) |
🎤Singer | Lata Mangeshkar |
🎶Music | Hemant Kumar |
✍️Lyrics | Rajinder Krishan |
🏷️Label | Gautam Lyrics Songs |
Mere Gham Ke Sahare Aaja Lyrics in English
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Mere Gham Ke Sahare Aaja Full Lyrics in English
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Tu nahin to ye rut,
Ye hava kya karun, kya karun
Tu nahin to ye rut,
Ye hava kya karun
Dur tujh se main rah ke Bata
Kya karun, kya karun
Suna-suna hai jahaan,
Ab jaaun main kahaan
Bas itana mujhe samajha ja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise men hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Aandhiyaan vo chalin,
Aashiyaan lut gaya, lut gaya
Aandhiyaan vo chalin,
Aashiyaan lut gaya
Pyaar ka muskuraata jahaan
Lut gaya, lut gaya
Ek chhoti si jhalak,
Mere mitane talak
O chand, o chand mere dikhala ja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise men hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Munh chhupa ke meri zindagi
Ro rahi, ro rahi
Din dhala bhi nahin,
Shaam kyon ho rahi, ho rahi
Teri duniya se hum,
Le ke chale tera gham
Dam bhar ke liye to aaja
Bhiga-bhiga hai sama
Aise men hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Mere Gham Ke Sahare Aaja Lyrics in Hindi
मेरा दिल ये पुकारे आ जा
मेरे ग़म के सहारे आ जा
भीगा भीगा है समा
ऐसे में है तू कहाँ
मेरा दिल ये पुकारे आजा …
तू नहीं तो ये रुत, ये हवा क्या करूँ, क्या करूँ
तू नहीं तो ये रुन, ये हवा क्या करूँ
दूर तुझ से मैं रह के बता क्या करूँ, क्या करूँ
सूना सूना है जहाँ, अब जाऊँ मैं कहाँ
बस इतना मुझे समझा जा
भीगा भीगा …
आँधियाँ वो चलीं, आशियां लुट गया, लुट गया
आँधियाँ वो चलीं, आशियां लुट गया
प्यार का मुस्कुराता जहाँ लुट गया, लुट गया
एक छोटी सी झलक मेरे मिटने तलक
ओ चाँद …
ओ चाँद मेरे दिखला जा
भीगा भीगा …
मुँह छुपा के मेरी ज़िंदगी रो रही, रो रही
दिन ढला भी नहीं, शाम क्यों हो रही, हो रही
तेरी दुनिया से हम, ले के चले तेरा ग़म
दम भर के लिये तो आ जा
भीगा भीगा …
Conclusion
We hope you like the lyrics of Mere Gham Ke Sahare Aaja Song. Feel free to share your views about this song in the comment box.