Naam tere to humne apni zindagi kardi lyrics, Tiktok, Song Name- Chand Taron Main Nazar Aaye

Naam tere to humne apni zindagi kardi is a Hindi song. Naam tere to humne apni zindagi kardi Song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan. Naam tere to humne apni zindagi kardi Song’s music is given by Sunil Jha while Lyrics are penned by Sunil Jha, A. K. Vyas. This song’s Tittle or Original Name is Chand Taron Main Nazar Aaye. Chand Taron Main Nazar Aaye song’s lyrics are given below…..

SongChand Taron Main Nazar Aaye (Naam tere to humne apni zindagi kardi)
SingerSadhana Sargam, Udit Narayan
MusicSunil Jha
lyricsSunil Jha, A. K. Vyas
LabelUzair Mirza
Naam tere to humne apni zindagi kardi lyrics, Tiktok, Song Name- Chand Taron Main Nazar Aaye
Naam tere to humne apni zindagi kardi lyrics, Tiktok, Song Name- Chand Taron Main Nazar Aaye

Naam tere to humne apni zindagi kardi lyrics

Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li

Teri baahon mein hi hai saara armaan mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Hmm… hmm.. mm..

Naam tere to humne apni zindagi kardi full lyrics

Hmm hmm hmm
He he he he..

Dil ke aaine mein tujhko saja liya
Jabse maine tujhko apna bana liya
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Ek dooje ke dil mein apna ghar banana hai
Teri khatir sabhi hadon se guzar jaana hai
Tujhse lipta rahoonga ban kar kangna tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Pyaar mein hum sanam yeh saara jag bhula denge
Mar ke bhi vaade chahaton ke hum nibha denge

Jaan se bhi mujhe hai pyara sajna mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera

Ek aisi bhi woh ghadi thi, kya zamana tha
Khoobsurat jahaan se apna ashiyana tha
Tere jaane ke baad jitne gham mile mujhko
Dil pe kitne hain zakhm kaise dikhaoon tujhko
Chhod aaya main bohat peechhe sapna mera

Ra sa re ga re ni
Sa ga pa dha sa re ga re ni
Sa pa sa ni sa re ga
Re ga sa ni
Sa sa ga re ni
Ni sa re ga pa

Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li
Naam tere to humne apani zindgi kar dii
Tujhko maana Khuda tujhi se bandagi kar li
Teri baahon mein hi hai saara armaan mera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Chaand taaron mein nazar aaye chehra tera
Jab se mere dil pe hua hai sanam pehara tera

Hmm… hmm.. mm..

Naam tere to humne apni zindagi kardi lyrics, Tiktok, Song Name- Chand Taron Main Nazar Aaye

We hope you like the lyrics of Naam tere to humne apni zindagi kardi Song. Feel free to share your views about this song in the comment box.

Leave a Comment